What Is Ping ?
Bhai 4 You |
Hello Dosto Aapne bahot sari jagah pe PING ke bare me suna hoga aaj ki post me ping ke bare me hum janege ki ping kya hota he or android me se kisiko keise ping kare... to mere sath aaj ki post ko puri padhe.
Sabse pahele ping karne se hamko hamara victim yani ki (Bakra/Shikar) ke bare me pata chalta he.
e.g.. maan lijiye ki mera IP = 192.170.36.4 he or Koi muje ping karta he to ping process me bytes send hote he mere us ip pe kisi ne ping kiya or me online hoga to meri taraf se means mere phone me se usko reply melega yani ki bytes recieve hoga or usko pata chal jayega ki me online hu...
pata na chala ho to simple yad rakhiye ping process me data or bytes recieve hoga and 0% Data loss hoga to maan lijiye ki aapka victim yani bali ka bakra online he... or data or bytes recieve nahi hoga and 100% data loss hoga to samaj lijiye ki victim offline he...
Most important point jab koi victim online hoga tab hi Hacking ko anjam de sakte he . so ping hacker's ke liye bahot upyogi he...
Android Me Se Ping Keise Kare ?
Step : 1
Sabse pahele aapko Termux app dawnload karni hogi...
Dawnload
Step : 2
Termux ko open kijiye or screenshot me dikhaya he usi tarah command
Bhai 4 You |
Step : 3
uske bad type kijiye..
Bhai 4 You |
Step : 4
Ab ping command daliye...
PING WWW.GOOGLE.COM
Bhai 4 You |
Aap Ip address ko bhi ping kar sakte ho e.g..
Step : 5
bas aaj itna hi or ping ke bare me jyada jankari ke liye fir kabhi time mile to nayi post ke saath aaunga to aapka kyal rakhiye or Bhai4You par visit karte rahiye...
Share This :
comment 0 comments
more_vert